Roman script

tum humse milo hum tumse mile ye logo ko manjur nahi, manjur nahi

wo bat bahla phir kaise ho jo duniya ka dastur nahi, dastur nahi 
hotho pe hansi na kiye apne, ashako ko chhupaya hai humne  
aankhe bhi churayi hai humne, daman bhi bachaya hai humne 
ye yaad rahe lekin tumko, majbur hai hum magar 
magrur nahi, magrur nahi
tum humse milo hum tumse mile ye logo ko manjur nahi, manjur nahi  
duniya ki diware lekin, ye ulfat tod hi deti hai
ye tute dil tute rishate, ye kismat jod bhi deti hai
oo ho, jis din hum tum mil jayenge 
wo din shayad ab dur nahi, ab dur nahi 
tum humse milo hum tumse mile ye logo ko manjur nahi, manjur nahi
wo bat bahla phir kaise ho jo duniya ka dastur nahi, dastur nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube