Roman script

tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya

aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya 

ye dard ne deke dard kiya dil sard nigahe ferte hai

teri chahat ki aada ne luta hum ko raho me gher ke 

lakh bachaya bach nahi paya dil ye hamara tum par aaya

tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya

aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya 

o mast nazar jata hai kidar ek tir dil pe mar ke

badnam na ho badnam na kar ilzam na de bekar ke

raz hamara tune jana jan na le bedard jamana

tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya

aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya 

sharma ke na ja tadpa ke na ja ikrar to kar le pyar ka

jab aankh jhuke lab na khule yahi matlab hai ikrar ka

mithi nigahe dil ki kahani pyar ki hai ye khas nishani

tum ho dil ke chor kare dil shor tumhe pehchan liya

aaj khula ye raj hamara raj kisi ne jan liya

Explore this song