Roman script

tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu 

mai dhara ki dhul hu

tum parlay ke devta ho 

tum parlay ke devta ho, mai samarpit phul hu

tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyaas hu

tum sudha mai pyaas hu

tum mahasagar ki seema, mai kinare ki lahar

tum mahasangit ke swar, mai adhuri saaj bhar

tum ho kaya mai hu chaya, tum shama mai bhul hu

tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu

mai dhara ki dhul hu

tum usha ki lalima ho, bhor ka sindur ho

mere prano ki ho gunjan, mere man ki mayur ho

tum ho puja mai pujari, tum sudha mai pyas hu

tum gagan ke chandrma ho, mai dhara ki dhul hu

mai dhara ki dhul hu

tum gagan ke chandrma

Explore this song