Roman script

tum bin jaau kaha

tum bin jaau kaha ke duniya me aake

kuch na phir chaha sanam tumko chah ke

tum bin ai jaau kaha ke duniya me aake

kuch na phir chaha sanam tumko chah ke

tum bin

dekho mujhe sar se kadam tak sirf pyar hu me

gale se laga lo ke tumhara beqarar hu me

tum kya jano ke bhatakta fira kis kis gali tumko chah ke

tum bin ai jaau kaha ke duniya me aake

kuch na phir chaha sanam tumko chah ke

tum bin

reh bhi sakoge tum kaise hoke mujhse juda

phat jayegi diware sunke meri sada

aana hoga tumhe mere liye sathi meri suni rah ke

tum bin jaau kaha

tum bin jaau kaha ke duniya me aake

kuch na phir chaha sanam tumko chah ke

tum bin jaau kaha ke duniya me aake

kuch na phir chaha sanam tumko chah ke

tum bin

Explore this song