Roman script

tum bin bada udas raha, chaudhvi ka chand

chhat par nikal ke dub gaya, chaudhvi ka chand

puchha kisi ne nind na aane ka raaz jab

puchha kisi ne nind na aane ka raaz jab

puchha kisi ne nind na aane ka raaz jab

dil ki udasyio ne kaha, chaudhvi ka chand

dil ki udasyio ne kaha, chaudhvi ka chand

chhat par nikal ke dub gaya, chaudhvi ka chand

tum bin bada udas raha, chaudhvi ka chand

soya hua tha munh pe wo aanchal liye huye

kal raat badliyo main raha, chaudhvi ka chand

kal raat badliyo main raha, chaudhvi ka chand

chhat par nikal ke dub gaya, chaudhvi ka chand

tum bin bada udas raha, chaudhvi ka chand

dono jo saath aaye to kuch faisla karu

dono jo saath aaye to kuch faisla karu

dono jo saath aaye to kuch faisla karu

wo bewafa hasin hai ya chaudhvi ka chand

wo bewafa hasin hai ya chaudhvi ka chand

chhat par nikal ke dub gaya, chaudhvi ka chand

tum bin bada udas raha, chaudhvi ka chand

Explore this song