Roman script

naam na jane dham na jane 

jane na sewa pooja, jane bas itna ajan hum

ek bin nahi duja nahi duja 

tum asha vishwas hamare

tum dharti aakash hamare

tum dharti aakash hamare

rama tum asha vishwas hamare

tum dharti aakash hamare

taak maat tum bandhu bhrat ho

divas raatri sandhya prabhat ho

taak maat tum bandhu bhrat ho

divas raatri sandhya prabhat ho

deepak sury chandra tarak me rama

tumhi jyoti prakash hamare rama 

tum asha vishwas hamare

tum dharti aakash hamare

saanso me tum aate jate

ek tumhi se hai sab naate 

saanso me tum aate jate

ek tumhi se hai sab naate 

jiwan van ke har patjhar me rama

ek tumhi madumas hamare rama

tum asha vishwas hamare

tum dharti aakash hamare

tumhi sab me hai tum me sab

tum hi bhav ho tumahi rab

tumhi sab me hai tum me sab

tum hi bhav ho tumahi rab

asharu hamari aankho me tum rama 

tum hontho par haas hamare 

tum asha vishwas hamare

rama hamare, data hamare

tum asha vishwas hamare

Explore this song