Roman script

tulsi ne ramaayan likhi vedvyas ne maahabharat

vaidel ka diya kisi ne gyan likha kisi ne puran

kyu kisi ne kabhi na likhi maa bap ki kahani

kyu kisi ne kahi na likhi maa bap ki kahani

bap kamaa ke lata hai bete ko padhata hai

armaano ki zamin pe sapno ka ghar banata hai

khota uska nasib ho to bap agar garib ho to

beta apne bap ki gurbat se sharmaata hai

sanp dud pike jahar ugalta hai mai sharab pike sach bolta hu

tulsi ne ramaayan likhi vedvyas ne maahabharat

vaidel ka diya kisi ne gyan likha kisi ne puran

kyu kisi ne kabhi na likhi maa bap ki kahani

kyu kisi ne kahi na likhi maa bap ki kahani

na kisi se kahti hai hansti gati rahti hai

apne garbh ki pir ko nau maahine wo sahti hai

maa ke dil ko dukhata hai kokh me nastar chubata hai

phir bhi maa ki aankho se pyar ki dhara bahti hai

tumse yahi vinti ae mere bhagwan

na kisi ko dena tum aisi santan

Explore this song