Roman script

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

tukur tukur dekhte ho kya

tukur tukur dekhte ho kya

julfe teri chehra tera

julfe teri chehra tera

aisa bhi mujhme hai kya

aisa bhi mujhme hai kya

sar se kadam tak hai tu nasha

sar se kadam tak hai tu nasha

dekhkar sanam ye tera diwanapan

dhadke ruk ruk ke mera man

ho aaj mere dil me kya hai kaise kahu

rang layega apna milan

tukur tukur tukur tukur

tukur tukur tukur tukur

tukur tukur dekhte ho kya

julfe teri chehra tera

julfe teri chehra tera

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

lahraye man me umango ke dhare

mujhe bhi aate hai din me najar taare

ha lahraye man me umango ke dhare

mujhe bhi aate hai din me najar taare

pahlu me pal bhar to aa jaao dilbar

likha hai tera hi naam dilbar

to phir karib aa jara

aana karib aa jara

na baba na na baba na

na baba na na baba na

dekhkar sanam ye tera diwanapan

dhadke ruk ruk ke mera man

ho aaj mere dil me kya hai kaise kahu

rang layega apna milan

tukur tukur tukur tukur

tukur tukur tukur tukur

tukur tukur dekhte ho kya

julfe teri chehra tera

julfe teri chehra tera

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

jane ye kya chiz dil ki lagi hai

mithi mithi bebasi hai

ha jane ye kya chiz dil ki lagi hai

mithi mithi bebasi hai

ek pal bhi rah na sakunga tere bin

mere bhi dil ka aalam yahi hai

zindagi ka aa gaya maja

zindagi ka aa gaya maja

ha janeja ha dilruba

ha janeja ha dilruba

dekhkar sanam ye tera diwanapan

dhadke ruk ruk ke mera man

ho aaj mere dil me kya hai kaise kahu

rang layega apna milan

tukur tukur dekhte ho kya

bolo piya dekhte ho kya

julfe teri chehra tera

julfe teri chehra tera

aisa bhi mujhme hai kya

aisa bhi mujhme hai kya

sar se kadam tak hai tu nasha

sar se kadam tak hai tu nasha

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

gauriya sajan ko lubha le apne

sundar salone sajale sapne

Explore this song