Roman script

tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja 

jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua

sab ki hai maa kaun mera yaha jo bate gam mera

main besahara hun firta aawara hun ghutata dam mera

chhod ke gayi maa jane tu kaha ab laut aa 

tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja 

jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua

tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja

dil jab machalta hai aansu nikaltah hai teri yad me 

khud ko manata hun hasta hun gata hun rone ke bad me 

mujhko manane wali sine se lagane wali aa bhi ja 

tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja 

jaha bhi tu hai sada sukh se rahe yahi hai dua

tukada main tere dil ka ae maa tu aake mil ja

Explore this song