Roman script

tuna jaane main na jaanu kya hain ye kya hain ye

khwabon mein hain khayalon mein hain karar ye

aisa hua pehli dafa izhaar se hoo na khafa

ailaan ye dil ne mere kardiya

tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai

kahun ya na kahun jo hain yahin hain

tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai

kahun ya na kahun jo hain yahin hain

tu subha tu roshani mithe pal ki tu chasani

uff teri sararatein mujhe lamhon mein hain bandhani

agar kahin jo main giru tu tham le

ye to hain ishq ka ashar

tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai

kahun ya na kahun jo hain yahin hain

tujhse pyaar hai ha ye pyaar hai

kahun ya na kahun jo hain yahin hain

Explore this song