Roman script
ungli pakad ke tune chalna sikhaya tha na dehliz oonchi hai ye paar kara de baba mai teri mallika tukda hun tere dil ka ik baar phir se dehliz paar kara de mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro fasalein jo kati jayein ugti nahi hai betiyan jo byahi jaye mudti nahi hai fasalein jo kati jayein ugti nahi hai betiyan jo byahi jaye mudti nahi hai aisi bidai ho to lambi judai ho to dehleez dard ki bhi paar kara de baba mai teri mallika tukda hun tere dil ka ik baar phir se dehliz paar kara de mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro mere dilbaro barfein galengi phir se mere dilbaro fasalein pakengi phir se tere paaon ke tale meri dua chalein dua meri chalein ungli pakad ke tune chalna sikhaya tha na dehliz oochi hai ye paar kara de baba main teri mallika tukda hoon tere dil ka ek baar phir se dehliz paar kara de mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro mudke na dekho dilbaro dilbaro mudke na dekho dilbaro
Song details
- Singer: Harshdeep Kaur
- Singer: Vibha Saraf
- Singer: Shankar Mahadevan
- Film / album: Raazi (2018)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Alia Bhatt
- Actor: Aman Vasishth
- Actor: Amruta Khanvilkar
- Actor: Arif Zakaria
- Actor: Ashwath Bhatt
- Actor: Jaideep Ahlawat
- Actor: Kanwaljit Singh
- Actor: Pallavi Batra
- Actor: Pramod Pathak
- Actor: Rajesh Jais
- Actor: Rajit Kapoor
- Actor: Sanjay Gurbaxani
- Actor: Sanjay Suri
- Actor: Shishir Sharma
- Actor: Soni Razdan
- Actor: Sundip Vaid
- Actor: Vicky Kaushal
Song video
singer: Harshdeep Kaur, Vibha Saraf, Shankar Mahadevan