Roman script

tujhme aur teri yaad me bas fark hai itna 

tu to bewakt aati hai yaad har wakt aati hai 

tu to bewakt aati hai yaad har wakt aati hai

teri yaado ne to tanha chhod a nahi

teri yaado se main pyar karne laga

teri yaado ne to tanha chhod a nahi

teri yaado se main pyar karne laga

tum milo naa milo iska kuchh gam nahi

tere wado se main pyar karne laga

kal me aur aaj me bas fark hai itna 

jaan tu dur hai mujhse jaan har wakt jati hai 

jaan tu dur hai mujhse jaan har wakt jati hai

bewafa tum nahi bewafa ham nahi

bewafa to sanam apni takdir hai

main akela hu phir bhi akela nahi

mere sine me ek teri tasvir hai

tujh me aur tasvir me bas fark hai itna 

tujh me aur tasvir me bas fark hai itna

tu to bas ruth jati hai wo to bas muskurati hai 

tu to bas ruth jati hai wo to bas muskurati hai

tujhme aur teri yaad me bas fark hai itna

tu to bewakt aati hai yaad har wakt aati hai 

tu to bewakt aati hai yaad har wakt aati hai

Explore this song