Roman script

mere bina main rehne laga hoon 

teri hawa me behne laga hoon

jaane main kaise tera hua hoon 

mujhe toh lagta hai main shayad

tere dil ki dua hoon haan

tujhko jo paya toh jeena aaya

ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye 

hum dono ke darmiyan haan

tujhko jo paya toh jeena aaya

ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye 

hum dono ke darmiyan haan

pehle se zyada main jee raha hoon

jabse main tere dil se juda hoon

raahon pe teri main toh chala hoon

tu meri manzil hai tere kadmon pe

bas rukne laga hoon haan

tujhko jo paaya toh jeena aaya

ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye 

hum dono ke darmiyan haan

tujhko jo paaya toh jeena aaya

ab yeh lamha thehar jaye tham jaye bas jaye 

hum dono ke darmiyan haan

Explore this song