Roman script

tujhko dekh ke nasha chha gaya 

aye hasina tujhpe dil aa gaya

hosh me tu aa

dikhta hai kya kon tujhpe 

jadu chala gaya

tujhko dekh ke nasha chha gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

humne mana ke tun hasin ho 

ye na bhulo ke hum kam nahi

lakho phirte hai tere jaise

aisi baato me kuch dam nahi

mujhko tera nakhra ye bha gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

hosh me tu aa

dikhta hai kya kon tujhpe 

jadu chala gaya

tujhko dekh ke nasha chha gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

juth kahte ho ke tum humre ho

ja ja humko nahi yakin

kon kahta hai hum hai juthe

tujhko humsa milega nahi

tera sar bhala hai kyo chakra gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

jindagi me kisi ki chah kar

pyar hai gunah to ye gunah kar

husan ki mere na tu nigah kar

pyar me naa jindagi tabah kar

husan tera bijliya gira gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

hosh me tu aa

dikhta hai kya kon tujhpe 

jadu chala gaya

tujhko dekh ke nasha chha gaya

aye hasina tujhpe dil aa gaya

Explore this song