Roman script

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

ke jab talak mai jiyu, sirf tera intzaar karu

dilo ki baat nahi janate, ye sab juban wale

wafa ko jurm samajhte hai ye sab jahan wale

agar ye jurm hai to yeh jurm baar baar karu

ke jab talak mai jiyu, tera intzaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

ke jab talak mai jiyu, sirf tera intzaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

teri khushi na ho shamil to phir khushi kya hai

tere bagair jo gujre wo jindagi kya hai

kayi sadi mai tere pyaar pe nisar karu

ke jab talak mai jiyu tera intzaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

ke jab talak mai jiyu, sirf tera intzaar karu

tujhe mai pyaar karu, aur itna pyaar karu

Explore this song