Roman script

tujhe kiya o kitna mana

chori chori ye tera dekhna

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

tujhe kiya o kitna mana

chori chori ye tera dekhna

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

bindiya hanse lajaaye kajra

bairi kangna khanke

laakh chhupaya fir bhi khul gaye

bhed ye saare man ke

teri nazar to daga kar gayi

teri kasam main to mar gayi

duniya ye sari muskaaye haay

dil mera sharam se duba jaaye haay

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

tujhe kiya o kitna mana

chori chori ye tera dekhna

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

dekh ke tujhko dil dhadke

bin dekhe raha na jaaye

dil ki haalat aisi ho to

kya koi samjhaaye

tere bina karaar nahi

o tera koi etbaar nahi

kyu mujhko itna sataye

haay julmi re kyu aise tadpaaye haay

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

tujhe kiya o kitna mana

chori chori ye tera dekhna

uii allah sab log samjh gaye

uii allah sab log samjh gaye

Explore this song