Roman script
tujhe jivan ki dor se, baadh liyaa hai, baadh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aankho par maine badle me pyaar ke, pyaar diyaa hai pyaar diyaa hai teri khushiyaan aur gam, sar aankho par tujhe jivan ki dor se, baadh liyaa hai, baadh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aankho par apsra koi aaye to dekhun nahi koi bahkaaye haske to bahkun nahi apsra koi aaye to dekhun nahi koi bahkaaye haske to bahkun nahi tore matavare naino ne, jaadu kiyaa o tore matavare naino ne, jaadu kiyaa teri ulfat sanam sar aankho par maine badle me pyaar ke, pyaar diyaa hai pyaar diyaa hai teri khushiyaan aur gam, sar aankho par mere jivan ki anmit kahaani hai tu meri taqadir aur zindgaani hai tu mere jivan ki anmit kahaani hai tu meri taqadir aur zindgaani hai tu liye firate hai sabse chhupaaye hue o liye firate hai sabse chhupaaye hue teri tasavir hum sar aankho par tujhe jivan ki dor se, baadh liyaa hai, baadh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aankho par chand suraj bhi hai teri parchhaiyaan tujhse roshan hui dil ki gehraaiyaan chand suraj bhi hai teri parchhaiyaan tujhse roshan hui dil ki gehraaiyaan tere chehre ki jhilmil se manjil mili o tere chehre ki jhilmil se manjil mili aisi pyaari punam sar aankho par maine badle me pyaar ke, pyaar diyaa hai pyaar diyaa hai teri khushiyaan aur gam, sar aankho par tujhe jivan ki dor se, baadh liyaa hai, baadh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aankho par tujhe jivan ki dor se, baadh liyaa hai, baadh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aankho par
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Asli Naqli (1963)
- Composer: Shankar Jaikishan
- Lyricist: Hasrat Jaipuri
- Actor: Dev Anand
- Actor: Sadhana
- Actor: Mukri
- Actor: Leela Chitnis
- Actor: Nasir Hussain
- Actor: Sandhya Roy
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Indira
- Actor: Sova Sen
- Actor: Sabina
- Actor: Mehar Banu
- Actor: Ajay Kumar
- Actor: Hari Shivdasani
- Actor: R P Kapoor
- Actor: Polsan
- Actor: Anand Kumar
Song video
singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
actor: Dev Anand, Sadhana