Roman script

tujhe jane wafa kah du

tujhe jane ada kah du

mera jee chahta hai aaj 

maintujhko khuda kah du

tujhe jane wafa kah du 

tujhe jane ada kah du

mera jee chahta hai aaj 

main tujhko khuda kah du

tujhe jane wafa kah du

teri aankho ko mai samjhu

sharabi husn ke pyale

teri aankho ko mai samjhu

sharabi husn ke pyale

teri julfo ko mai ghan ghor

sawan ki ghata kah du

mera jee chahta hai aaj main

tujhko khuda kah du

tujhe jane wafa kah du

laga kar aag sine me

gujar jati hai halke se

laga kar aag sine me

gujar jati hai halke se

use o najami main tere 

aachal ki hawa kah du

mera jee chahata hai aaj main

tujhko khuda kah du

tujhe jane wafa kah du

Explore this song