Roman script

tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

is radha ne kheli apne sham se holi bhi

is radha ne kheli apne sham se holi bhi

holi kya sapane me kheli aankh micholi bhi

tujhe mai ye khel sikha du, nahi nahi nahi nahi

kisi din daga degi tu, kahani bana degi tu

tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

apni julfo se apni jajnir banayi hai

apni julfo se apni jajnir banayi hai

maine khayalo me koi tasvir banayi hai

tujhe vo tasvir dikha du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko dikha degi tu, kahani bana degi tu

tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

upar likha hai tu mere man ki rani hai

upar likha hai tu mere man ki rani hai

niche kagaj pe likhe ye prem kahani hai

tujhe kya ye khat me padha du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko padha degi tu, kahani bana degi tu

tujhe dil ki baat bata du, nahi nahi nahi nahi

kisi ko bata degi tu, kahani bana degi tu

Explore this song