Roman script

tujhe dekhti hai nazar phir kyun na mil paaun
mujhe samajh na aaye khud ko kya samjhaun
khud ko kya samjhaun
kyun khayalon ka mere tujhse jud gaya rasta
jane kab kaise hua tera mera vasta
jane kab kaise hua tera mera vasta
sang sang tere lamhe saare hone lage hai kareeb hamare 
tujh sang guzre bas ye zindagi
apni chahat sabse juda hai
hum jo mille ye rabb ki raza hai
tujhse juddi ab meri zindagi zindagi
kyun khayalon ka mere  tujhse judd gaya rashta 
jane kab kaise hua tere mera wasta 
jane kab kaise hua tere mera wasta
khud me tujhko dhundh raha hoon 
na jaane main khud bhi kaha hoon 
kyun jaagi hai dil me tishnagi
na jane kyu tadap raha hoon
bin dhadkan ke dhadak raha hoon
kiss se kahoon main apni bebasi
kyun khayalon ka mere tujhse judd gaya rasta 
jane kab kaise hua tere mera wasta
jaane kab kaise hua tere mera wasta
ye chahati hai nazar main tujhe apnaun
main tujhe apnaun hmmm hhmmm umm

Song details