Roman script

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tu kaun hai mujhe bata do de pata apna

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tu kaun hai mujhe bata do de pata apna

tujhe dekha to yad aa gaya

yahi surat mere khwabo me muskurati hai

inhi aankho me dil ki dunia dub jati hai

inhi baho me meri har khushi balkhati hai

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tu kaun hai mujhe bata to de pata apna

tujhe dekha to yad aa gaya

mile nazre to saukh dhadkan gungunati hai

jara sanso me koi bijli chamak jati hai

diwane dil ki har tamanna dagamga jati hai

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tu kaun hai mujhe bata to de pata apna

tujhe dekha to yad gaya

nasha ban kar kyu mere dil pe chaye jate ho

ab to har saye me bas tumhi tum najar aate ho

bejuba dil par haye kyu ye sitam dhate ho

tumhe dekha to yad aa gaya koi sapna

tu kaun hai mujhe bata to de pata apna

tujhe dekha to yad aa gaya koi sapna

Explore this song