Roman script

tujhe dekha jabse jana diwana ho gaya
mai teri najro ka fasana ho gaya
tujhe dekha jabse jana diwana ho gaya
mai teri najro ka fasana ho gaya
aaya ye khyal aaya mere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me

tujhe dekha jabse jana diwani ho gayi
mai teri najro ki kahani ho gayi
aaya ye khyal aaya mere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
kaise batau tujhe janam
tune hi to china hai karar mera
aaenge jaenge ye mausam
karti hi rahungi intzar tera
mai jaau jaha jau tujhe hi bas pau 
tu hai meri manzil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
mela ho chahe tanhai
aaye teri mujhe badi yaad aaye
bite dino ki ye kahani 
jaye mitha mitha de ke dard jaye 
nazro me chupi hai baharo me chupi hai 
tu hai har ek mehfil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
tujhe dekha jabse jana diwana ho gaya
mai teri najro ka fasana ho gaya
aaya ye khyal ayaa mere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me
rehna hai tere dil me rehna hai tere dil me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sunidhi Chauhan, Shaan

actor: Dia Mirza, R Madhavan