Roman script

tumse hamara wada hai hamdam

tumse hamara wada hai hamdam

jiyenge marenge tumhare liye ham

badlegi duniya badlega aalam

badlegi duniya badlega aalam

jiyenge marenge tumhare liye ham

pal me lage jo sadiyo purana

ye kaisa hai naata kisi ne na jaana

pal me lage jo sadiyo purana

ye kaisa hai naata kisi ne na jaana

naye phul jaise khilata hai mausam

mohabbat ne hamko milaya hai jaanam

tumse hamara wada hai hamdam

tumse hamara wada hai hamdam

jiyenge marenge tumhare liye ham

palke khuli aur nazre hai soyi

naa muddat se mujhse mila aur koi

palke khuli aur nazre hai soyi

naa muddat se mujhse mila aur koi

khushiya mile ya hamko mile gam

pyar hamara naa hoga kabhi kam

badlegi duniya badlega aalam

badlegi duniya badlega aalam

jiyenge marenge tumhare liye ham

tumse hamara wada hai hamdam

badlegi duniya badlega aalam

jiyenge marenge tumhare liye ham

Explore this song