Roman script

tujh sang prit lagayi sajana
tujh sang prit lagayi
sajana sajana sajana ho rama ho rama
tujh sang prit lagayi sajana
sajana sajana ho rama
tujh sang prit lagayi sajana
sajana sajana ho rama
hay bedardi hay bedardi
tujh sang prit lagayi
sajana sajana sajana ho rama ho rama
aaja tere hatho me mehadi laga dun
gori-gori banho pe kagana chadha dun
kali ghatao ka kajara laga dun
ek tu hi man ko hai bhayi sajana
sajana sajana ho rama tujh sang prit 
tune mujhe chori se apana banaya
pyar ki raho pe chalana sikhaya
dukh aur sukh me jina bataya 
dukh aur sukh me jina bataya
main hun tujh pe vari sajana sajana sajana 
ho rama
hay bedardi hay bedardi tujh sang prit

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

actor: Jaya Prada, Rakesh Roshan