Roman script

tuhi mere hum navaa mujhmein ravaa raha

tuhi mere aye khuda saanson mein bhi chala

tuhi mere hum navaa mujhmein ravaa raha

tuhi mere aye khuda saanson mein bhi chala

tu sajdo ka yakin, koi tujhsa hai nahin

jahan mein dusra maula, tu mil gaya to mila

maula mujhe jine ka har pata

maula tujh bin jeeun kis tarah maula

armaa taraashe tu, har pal sawaare tu

tuhi jahaan hai sab wahin

tuhi khayalon mein, din ke ujaalon mein

hai raat bhi tu din tuhi

kuch kho ke sab paa liya

mujhme jo tu jee liya mita har haadsa

maula tu mil gaya to mila

maula mujhe jeenay ka har pata

maula tujh bin jeeun kis tarah

main tha gunaahon mein, teri panhaon mein

aake mili hai har khushi

tuhi nazaaron mein, tuhi bahaaron mein 

tuhi jahaan ki dil kashi

khud jeena ke raaste

tujhko paake chal diye ruka na khaafila

maula tu mil gaya toh mila

maula mujhe jeenay ka har pata

maula tujh bin jeeun kis tarah maula

maula maula

Explore this song