Roman script

tufano se khel meri naavo 

haiya haiya ho haiya haiya 

sar na fodo maujo ko samjhao

haiya haiya haiya 

aa aa aa aa 

gam nahi hain jo tej hain dhara 

gam nahi hain jo tej hain dhara 

deta hain tufa dil ko sahara 

deta hain tufa dil ko sahara 

chaho to mil jayegi, inhi maujo me kinara 

maujo me kinara 

maujo ke jhulo me jhule jao 

haiya haiya ho haiya haiya 

tufano se khel meri naavo 

haiya haiya ho haiya haiya 

aa aa aa aa 

mana bichha hain jaal bhanwar ka 

mana bichha hain jaal bhanwar ka

paar utrna hain kaam jigar ka 

paar utrna hain kaam jigar ka 

kahte hain jise jindagi, jamana hain safar ka 

jamana hain safar ka 

sahil aa jayega bat jao 

haiya haiya ho haiya haiya 

tufano se khel meri naavo 

haiya haiya ho haiya haiya

Explore this song