Roman script

tu saamne aya humara ho gaya 

tu saamne aya humara ho gaya 

ek dard meetha 

ek dard meetha dil mein paida ho gaya 

zindagi mein pyar na maine kiya 

de diya hai dil tujhe pardesiya pardesiya

haan jo humara tha tumhara ho gaya ho gaya

ek dard meetha dil mein paida ho gaya 

taar dil ke toot kar gati na thi 

taar dil ke toot kar gati na thi

ab to man ke phool bhi bhate nahi 

ab to man ke phool bhi bhate nahi

haan kya bataaye pyar mein kya ho gaya  ho gaya

kya bataaye pyar mein kya ho gaya  ho gaya

ek dard meetha dil mein paida ho gaya

ye mohabbat mein mili mujhko sajaa 

ye mohabbat mein mili mujhko sajaa 

dil hai jaltaa or aata hai majaa

dard bhi ab mujhko pyara ho gaya ho gaya 

dard bhi ab mujhko pyara ho gaya ho gaya

ek dard meetha dil mein paida ho gaya 

tu saamne aya humara ho gaya

Explore this song