Roman script
tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa aaa tera jiya chaahe ho gori gori raate chori chori hamse ho teri mulaakatein mere tere lab pe ho meethi meethi baate haan tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa aaa tera jiya chaahe ho baadal halke halke jhhoome naache gaaye ham door kahin chalke dekhe hame duniya rah jaaye jee me jal ke tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa tu na bata hame sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa tera jiyaa chaahe ham daali daali jhoole jhoome khilti kaliyaan ham patte saare chhoo le chaaye nasha aisa ham hosh bhi dil ka bhoole haan tu na bata hamen sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa tu na bata hamen sab hai pata dil me hai kya tere dil me hai kyaa
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Baap Re Baap (1955)
- Composer: O P Nayyar
- Lyricist: Jan Nisar Akhtar
- Actor: Ulhas
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Jayant
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Chand Usmani
- Actor: Smriti Biswas
Song video
actor: Kishore Kumar, Chand Usmani