Roman script

tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana

tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana

mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya

meherbani shukriya, meherbani shukriya

tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana

tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana

mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya

meherbani shukriya, meherbani shukriya

ab to bas tujko hai pana maqsad mera

ab to bas tujko hai chahna mazhab mera

makhmali si bate ho, mehki si kuch rate ho

sandali teri sanse ho sanam

ab ye kehna aa gaya, meherbani shukriya

meherbani shukriya, meherbani shukriya

har taraf dikhta hai ab to chehra tera

har ghadi atho peher ha shamo subah

bolti meri ankhon ko, ankahi kuch bato ko

padh bhi le to ab ae janeman

agar to rakh le dil mera, meherbani shukriya

meherbani shukriya, meherbani shukriya

tu musjhse jab se mila hai jana, jina hai kya ye jana

tu mujhse jab se juda hai jana, kud ko hai maine jana

mujhe jina aa gaya, meherbani shukriya

meherbani shukriya, meherbani shukriya

Explore this song