Roman script

tu mujhe kubul main tujhe kubul

tu mujhe kubul main tujhe kubul

is baat ka gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

tu mujhe kubul main tujhe kubul

is baat ka gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

khuda gawah

apni baat se jo mukar gaya

apni baat se jo mukar gaya

to wo bewafa gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

khuda gawah

shikwa bhi hai ye fariyad bhi

aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi

shikwa bhi hai ye fariyad bhi

aayi na tujhe kabhi jiski yaad bhi

wo badnasib aaj bhi tera

wo badnasib aaj bhi tera

dekhe rasta gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

tu mujhe kubul main tujhe kubul

tu mujhe kubul main tujhe kubul

mitti to nahi daman se jhad di

chithi to nahi jo padh ke faad di

mitti to nahi daman se jhad di

chithi to nahi jo padh ke faad di

todne se bhi tutta nahi

todne se bhi tutta nahi

rishta khun ka gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

tu mujhe kubul main tujhe kubul

tu mujhe kubul main tujhe kubul

aisa to kabhi hota nahi

gairo ke liye koi rota nahi

aisa to kabhi hota nahi

gairo ke liye koi rota nahi

teri aankho me mere aasu aa gaye

teri aankho me mere aasu aa gaye

aaya yaad kya gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

apni baat se jo mukar gaya

apni baat se jo mukar gaya

to wo bewafa gawah khuda

khuda gawah, khuda gawah

khuda gawah khuda gawah

Explore this song