Roman script

sathiya aa
tu mere sapno ka mit hai
tu mere hotho ka git hai
apni janmo ki prit hai
sathiya aa
tu mere sapno ka mit hai
tu mere hotho ka git hai
apni janmo ki prit hai
khao qasam na ho ye pyar kam
yahi vada karo yahi rit hai
sathiya 
tu mere sapno ka mit hai
tu mere hotho ka git hai
apni janmo ki prit hai
khao qasam na ho ye pyar kam
yahi vada karo yahi rit hai
sathiya sathiya sathiya sathiya 
ye rut mastani ye phul ye javani
ye sab tujhse hai o mere dilbar jani
ye rut mastani ye phul ye javani
ye sab tujhse hai o mere dilbar jani
sathiya 
mai tere bin kuch bhi nahi 
tu mere bin kuch bhi nahi
ye ratein din kuch bhi nahi 
khao qasam na ho ye pyar kam
yahi vada karo yahi rit hai
sathiya sathiya sathiya sathiya 
baharo se ye pucho ke yaro se ye pucho
kahege yahi sare hazaro se pucho
baharo se ye pucho ke yaro se ye pucho
kahege yahi sare hazaro se pucho
sathiya 
tu mera dil meri jaan hai
tu hi mera arman hai
tu hi meri pahchan hai
khao qasam na ho ye pyar kam
yahi vada karo yahi rit hai
sathiya sathiya sathiya sathiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

actor: Vinod Khanna, Reena Roy