Roman script

ho tu mera ho gaya hai

aaye na yakeen ye

tu mera ho gaya hai

khwaab to nahi ye

tu mera ho gaya hai

ya ke nahi

tu mera ho gaya to

jannat zameen pe

tu mera ho gaya hai

khwaab to nahi ye

tu mera ho gaya hai

ya ke nahi

agar ye khwaab hai to

main tera hi khwaab rahunga

nahi ab chain ki chahat

yun hi betaab rahunga

tu mera ho gaya hai

baat hai haseen ye

tu mera ho gaya hai

aaye na yakeen ye

tu mera ho gaya hai

ya ke nahi

pehle se jyada sheesha main dekhun

pehle se jyada hasta rahun

main jab akela hota hu tab bhi

tum se hi baatein karta rahun

agar paagalpana hai ye

to paagal aaj rahunga

teri hasti nigahon ka

main banke raaz rahunga

agar paagalpana hai ye

to paagal aaj rahunga

teri hasti nigahon ka

main banke raaz rahunga

hua bhi ye sach mein

ya hua nahi ye

tu mera ho gaya hai

khwaab to nahi ye

tu mera ho gaya hai

ya ke nahi.

Explore this song