Roman script

o yu na lamha lamha meri yaad me

hoke tanha tanha mere baad me naina ashq na ho

maana kal se honge hum dur

naina ashq na ho, naina ashq na ho

main na lautu aane waale saal jo

meri wardi bole mera haal toh naina ashq na ho

yeh samajhna mai hu majboor

naina ashq na ho, naina ashq na ho

beete huye lamho ke taare ginungi mai

aake tujhe khwaabo me tere milungi mai

jab kabhi halki halki barkha aaye

jab kabhi dil bhi yuhi bhar sa jaaye

jab kabhi halki halki barkha aaye

uss pal jhonka ik banke aaungi mai

uss pal zulfe palke daaman chhu jaaungi mai

o teri chudi nagme gaaye jo mere

teri palko pe ho saaye jo mere

naina ashq na ho aansu karte hume kamzor

naina ashk na ho, naina ashk na ho

Explore this song