Roman script

Hey hey…

Tu…

Tu…

Mere saare imtihaano ka jawaab tu

Meri saari daastanon ka hisaab tu

Mere saare imtihaano ka jawaab tu

Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..

Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad

Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu…

Tu…

Mere saare imtihaano ka jawaab tu

Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..

Aa ha haa… hmm hmmm..

Tu subah, tu sabaa

Marz tu, tu dawaa

Haan tu qaatil hai tu hi gawah

Tu kadam tu safar

Tu safar ki rehguzar

Haan tu raaste ka meetha kuaan

Ho jaane tamanna meri tishnagi tu

Meri tishnagi tu..

Tu…

Tu…

Mere saare imtihaano ka jawaab tu

Meri saari daastanon ka hisaab tu

Hey hey..

Saari hadon ko tod ke jab aati hai teri yaad

Neend ke katre kaat kaat ke jaagun sari raat

Tu…

Tu…

Mere saare imtihaano ka jawaab tu

Meri saari daastanon ka hisaab tu

Explore this song