Roman script

tu kya mil gayi ye shama rangi ho gaya

sehra me jaisa khil gaya ho gul naya

aye meri jaan-e-ja tujhe kya pata

tere husn ka 

mujhpe nasha cha gaya

mujhpe nasha cha gaya

mujhpe nasha cha gaya

mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye

kayamat kayamat kayamat aa na jaye

mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye

kayamat kayamat kayamat aa na jaye

aaj kal kya batau madhosh ho gayi hu

mahsus ho raha hai mai kahi kho gayi hu

khoya mera bhi dil hai bechain ye dhadkan hai

kya yahi hai mohabbat kaisa diwanapan hai

aye meri jaan-e-ja tujhe kya pata

haal mere bhi

dil ka hai kuch aap sa

dil ka hai kuch aap sa

dil ka hai kuch aap sa

mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye

kayamat kayamat kayamat aa na jaye

mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye

kayamat kayamat kayamat aa na jaye

tune jo chu liya to khil gayi dil ki kaliya

teri aankho me mujhko mil gayi meri dunia

yu to lakho hasi hai tujhsa koi nahi hai

jis ki khwahish thi mujhko jaan-e-ja tu wahi hai

aye mere jaan-e-ja sun tera sukariya

mila gaya tere

dil me mujhe aashiya

dil me mujhe aashiya

dil me mujhe aashiya

aye meri jaan-e-ja aa gale se laga

taki mil jaye 

mujhko jami aasma

mujhko jami aasma

mujhko jami aasma

mohabbat mohabbat kayamat kayamat

mohabbat mohabbat kayamat kayamat

mohabbat mohabbat mohabbat ho na jaye

kayamat kayamat kayamat aa na jaye

Explore this song