Roman script

tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya

tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya

chidiya jaisi udti firti kya mastani gudiya

tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya

tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya 

tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya

tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya

ulta chor kotwal ko dante ho gayi kaisi duniya re

tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya

tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya

kaha mai gaya tha, mai to gaya tha karne ser chaman me

khadi thi waha pe ek hasina masti bhar ke badan me 

mai bhi zara phir uske gale se lipata pagal pan me

aage iske kuch bhi nahi tu pad gayi kis uljhan me

to baki raha kya 

to baki raha kya  ha yahi sochu mai bawariya

tu kaha gayi thi tera mar jaye sawariya

kaha mai gayi thi, mai to gayi thi karne ser gali me

ek rangila mil gaya aisa uski aur chali mai

pkadi jo usne meri kalayi kya kahu kaise khili mai 

aage iske kuch bhi nahi tu pad gaya kis uljhan me

to baki raha kya, to baki raha kya ho bolo meri gulbdaniya

tu kaha gaya tha teri mar jaye sajaniya

teri kasam hai mai to gaya tha pyari bate karne

aur kasam hai mai bhi gayi thi tere hi pichhe marne

aage pichhe kuch bhi nahi hum pad gaye kis uljhan me

hum kaha gaye the jane hai sari ngariya hum kaha gaye the

hum kaha gaye the jane hai sari ngariya hum kaha gaye the

Explore this song