Roman script

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

ye mana ki mehfil jawa hai hasin hai

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

ye mana ki mehfil jawa hai hasin hai

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

mujhe phir tabha kar mujhe phir rula ja

sitam karne wale kahi se tu aaja

mujhe phir tabha kar mujhe phir rula ja

sitam karne wale kahi se tu aaja

kahi se tu aaja

aankho me teri hi surat basi hai

teri hi tarah tera gam bhi hasi hai

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

ye mana ki mehfil jawa hai hasin hai

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

jidhar bhi ye dekhen jaha bhi ye jaye

tujhe dhundhati hai ye pagal nigahe

jidhar bhi ye dekhen jaha bhi ye jaye

tujhe dhundhati hai ye pagal nigahe

yeh pagal nigaahein

main zinda hoon lekin kaha zindagi hai

meri zindagi tu kaha kho gayi hai

tu jo nahi hai to kuch bhi nahi hai

ye mana ki mehfil jawa hai hasin hai

Explore this song