Roman script

tu jane na ye duniya jangal hai darindo ka

dhokha de nigaho ka hai insa yaha kaha

laaz ka aaina tut ke rah gaya ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada maa maa maa 

nanhi nanhi do aankho ne maa ki khokh me chhupkar dekhe

dhundle dhundle unke chehre jo bhi maa ka rasta ghere 

phir gunji ek chikh hawa me soya raha jaha

laaz ka aaina tut ke rah gaya ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada maa maa maa

lahu lahu tha maa ka aanchal nazuk tan par kai kharase

sab kuch lut ke le gaye zalim chhod gaye do zinda lashe

usme jalke aag ke dil se uthata raha dhua 

laaz ka aaina tut ke rah gaya ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada maa maa maa 

tu jane na ye duniya jangal hai darindo ka

tu jane na ye duniya jangal hai darindo ka

dhokha de nigaho ka hai insa yaha kaha

laaz ka aaina tut ke rah gaya ye chali khokh se aa rahi hai sada

ye chali khokh se aa rahi hai sada maa maa maa

Explore this song