Roman script

tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta ja

ye taalukat ki parchhaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to

nazar ke charche, gharo ki kahaniya bhi samet

nazar ke charche, gharo ki kahaniya bhi samet

gali mein gunjti rushwaiya bhi leta ja

gali mein gunjti rushwaiya bhi leta ja

ye taalukat ki parchhaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to

gayi ruto ka har ek lamha mujhko lauta de

gayi ruto ka har ek lamha mujhko lauta de

phir apni yaado ki purawaiya bhi leta ja

phir apni yaado ki purawaiya bhi leta ja

ye taalukat ki parchhaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to 

kabhi jo tut ke barsi thi mere baahon mein

kabhi jo tut ke barsi thi mere baahon mein

jo ho sake to angdaiya bhi leta ja

jo ho sake to angdaiya bhi leta ja

ye taalukat ki parchhaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to tanhaaiya bhi leta ja

tu ja raha hai to

Explore this song