Roman script

khwahise mujhse kahengi

ki kuch toh hone laga

keh doon tujhse chup rahun

ya harpal khwab sa

khwahise mujhse kahengi

ki kuch toh hone laga

keh doon tujhse chup rahun

ya harpal khwab sa

mera rtha jo bhi

ab tera ho gaya

khwabo mein jo tha

wo sach mein ho gaya

tuhi toh rashta mera

tuhi toh raazda mera

sochun tujhe hi main

harpal ab toh shaam aur subah

tuhi toh rashta mera

tuhi toh raazda mera

sochun tujhe hi main

harpal ab toh shaam aur subah

mehka sa, behka sa mera ye jahaan

bin tere ye dil, ab ek pal na raha

man ye mera ab udne ko kare

hum kahin chal ho jaaye sabse pare

aankho mein jo tu bas gaya

ab dukh mein aur kya

kal tu[?]

ab woh dua ho gaya

mera tha jo bhi

ab tera ho gaya

khwabo mein jo tha

wo sach mein ho gaya

tuhi toh rashta mera

tuhi toh raazda mera

sochun tujhe hi main

harpal ab toh shaam aur subah

tuhi toh rashta mera

tuhi toh raazda mera

sochun tujhe hi main

harpal ab toh shaam aur subah

Explore this song