Roman script

oh mere yaar ka photo chapa jo ik paper mein hain

toh har chalne ko saare maholle bahr mein hain

are apna veeru aisa jo star bana

toh jhumta abse jashan tu mere yaar bana

oh begaani shaadi mein abdullah deewana

isko toh jab dekho karta hain koi hungama

begaani shaadi mein abdullah deewana

isko toh jab dekho karta hain koi hungama

is baat ko leke kyu tu karta hain batangad re

star hai tu

dildaar hain tu

oh mera yaar hain tu

mat kriye gadbad re

mere ko tha pata tujh mein hain koi baat

tere sang selfie lu zara haath mein dede haath

yaar ki selfie toh maine dil mein hain rehti yaar

yeh dosti apni hain bhali baaki sab bekar

oh begaani shaadi mein abdullah deewana

pagal kyun hum hain yu

ab toh hain tune jana

is baat ko leke kyu tu karta hain batangad re

hoye duniya se hatke

hum tum jo bhatke

toh sidhe khatke

are ban ke dhakad re

begaani shaadi mein abdullah deewana

isko toh jab dekho karta hain koi hungama

begaani shaadi mein abdullah deewana

isko toh jab dekho karta hain koi hungama…

Explore this song