Roman script

teri parchhaiya meri raaho me hai 

teri parchhaiya meri raaho me hai 

par tu hai kaha tu hai kaha 

par tu hai kaha tu hai kaha 

aaj tanhaiya meri baaho me hai 

par tu hai kaha tu hai kaha

main kahi tu kahi koi manjil nahi 

main khai tu kahi koi manjil nahi 

jindagi ke liye jindagi ke liye 

jab andhera bada dil jalana pada 

roshani ke liye roshani ke liye 

dil jalana pada roshani ke liye 

mere armaan gham ki panaaho me hai 

par tu hai kaha tu hai kaha 

par tu hai kaha tu hai kaha 

teri parchhaiya meri raaho me hai 

naam tera liya dard lene laga 

naam tera liya dard lene laga 

dil me angdaaiya dil me angdaaiya 

tu hai shayad waha ro rahi jahan 

door shahnaaiya door shahnaiya 

ro rahi jahan door shahnaiya 

khaab tute se meri nigaaho me hai 

par tu hai kaha tu hai kaha 

par tu hai kaha tu hai kaha 

teri parchhaiya meri raaho me hai 

par tu hai kaha tu hai kaha 

tu hai kaha

Explore this song