Roman script

tu hai kahan tujhko nahi pata - 2

rahe kha teri manjil hai kha - 2

tujhko yu dar badar dekha kar

bekhabar hai jahan

tu hai kahan tujhko nahi pata - 2

(aaya tha hatho mein daman wo pyar ka

aaya tha tarsa ke mosam bhar ka) - 2

kab khili chadani kab buji rosani

uth rha hai duaa

tu hai kahan tujhko nahi pata - 2

(banne se pahle hi kisamat bigad gayi

basne se pahle teri duniya ujad gayi) - 2

karan ab talak likhega dard ki dasta

tu hai kahan tujhko nahi pata - 2

(ho najuk si ek kali rodi pero tale

mamta ke armano ki dekho chita jale) - 2

karan karan karan karan

har ghadi bebasi bekasi aur hai siskiya

tu hai kahan tujhko nahi pata - 2

Explore this song