Roman script

tu jo kah de agar to main jeena chhod du

bin soche ik pal sanse lena chhod du

tu jo kah de agar to main jeena chhod du

bin soche ik pal sanse lena chhod du

na rahu na jiyu koi lamha tere bin

jindagi hai thami tujh mein hi kahi

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

main tera ishk hu tu jahan main wahi

main fana hoke bhi jiyunga tujhmein hi

khud se hi hu juda janta hai khuda

tu hi tu har jagah main yahan na raha

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

kya hua kisliye fasle darmiya

ye bata ho gaya mujhse kya aisa gunah

dard kyu hai mile aise ye silsile

aankhe nam kyu hui kyu bhala ye berukhi

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua 

tu dua hai dua khwahisho ki dua

Explore this song