Roman script
tu bichhde toh tu mar jaaye main bichhdun toh main mar jaaun ishq manaye phir maatam ishq manaye phir maatam chal iss baat pe baat khatam chal iss baat pe baat khatam tu bichhde toh tu mar jaaye main bichhdun toh main mar jaaun ishq manaye phir maatam ishq manaye phir maatam chal iss baat pe baat khatam chal iss baat pe baat khatam yeh waada sheshe ka nahin jo toote yaara ho jaaye sheshe ka hi woh jo roothe yaara chal jaaye chahe yaariyan ab ishq ki zimmedariyan hum dono ko hain pyaariyan yeh yaariyan tu bhoole toh tu mar jaaye main bhoolun toh main mar jaaun ishq manaye phir maatam ishq manaye phir maatam chal iss baat pe baat khatam chal iss baat pe baat khatam lai maine di kasam judaa naa hona tu rehna mere jaisa khuda naa hona jis tarah chahe tu sataa is dil ka tumse waasta dil jaane tera raasta yeh raasta tu badle toh tu mar jaaye main badlun toh main mar jaaun ishq manaye phir maatam ishq manaye phir maatam chal iss baat pe baat khatam chal iss baat pe baat khatam
Song details
- Singer: Nihal Tauro
- Film / album: Raksha Bandhan (2022)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Bhumi Pednekar
- Actor: Neeraj Sood
- Actor: Seema Pahwa
- Actor: Manurishi Chaddha
- Actor: Sadia Khateeb
- Actor: Sahil Mehta
- Actor: Smrithi Srikanth
- Actor: Deepika Khanna
- Actor: Sahejmeen Kaur
- Actor: Amit Tiwari
- Actor: Rohit Chauhan
- Actor: Anushree Sahu
- Actor: Rupendra Rathore
- Actor: Rajeet Mehta
- Actor: Adhiraj Singh
- Actor: Anshu Shrivastava
- Actor: Anita Kulkarni
- Actor: Gautam Ahuja
- Actor: Angel Modi
- Actor: Manasvi Singla
- Actor: Aarna Bhadoriya
- Actor: Eva Piyush Bahurangi
- Actor: Khushi Bhatt
- Actor: Aadil Sheikh
Song video
actor: Akshay Kumar, Bhumi Pednekar