Roman script

tu tu badi kismat vali tere anchal me sab kuch hai 
mera anchal khali hai tu tu badi kismat vali
tere anchal me sab kuch hai  mera anchal khali hai

tu tu badi kismat vali tu tu badi kismat vali

har vo chiz chamakati hai  jo nahi hoti sona 

khel me ban jata hai insaan  paapi ka bhi khilona 
baato me se tune khub baat nikali hai
tere anchal me sab kuch hai mera anchal khali hai
tu tu badi kismat vali tere anchal me sab kuch hai 
mera anchal khali hai tere pas pritam kajal 
jhumar kangan bindiya tere pas pritam kajal 
jhumar kangan bindiya mere pas sab kuch par naino ne mangi 
nindiya o rain andheri tu sapno ki diwani hai 
tere anchal me sab kuch hai mera anchal khali hai
tu tu badi kismat vali tu tu badi kismat vali
tere anchal me sab kuch hai mera anchal khali hai
teri khatir  kar sakti hu mai har ek kurbani 
teri khatir jaan gava sakti hu mai diwani

tera pyar anokha hai teri prit nirali hai 
tere anchal me sab kuch hai mera anchal khali hai
tu tu badi kismat vali tu tu badi kismat vali
tere anchal me sab kuch hai mera anchal khali hai
tere anchal me sab kuch hai  mera anchal khali hai
tere anchal me sab kuch hai  mera anchal khali hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar