Roman script

tu aaye na aaye magar jaane vaale 

aaye na aaye magar jaane vaale 

teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi 

jo dekhegi rota hai koi akela 

dekhegi rota hai koi akela 

to khud bhi wo aansu bahaya karegi 

bahaya karegi aaye na aaye  

jidhar se gaya tu wo rahe hamesha 

jidhar se gaya tu wo rahe hamesha 

tarasti rahegi teri vaapsi ko 

tarasti rahegi teri vaapsi ko 

udhar se hava bhi jo aaya karegi 

udhar se hava bhi jo aaya karegi 

tera naam leke sataaya karegi sataaya karegi

tu aaye na aaye magar jaane vaale 

aaye na aaye magar jaane vaale 

teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi 

aaye na aaye

jo raato ko taare puchenge mujhse 

raato ko taare puchenge mujhse 

bata tu bhi kyo raat bhar jagti hai 

bata tu bhi kyo raat bhar jagti hai 

kahungi meri neend bas me nahi hai 

ye birhan bahane banaya karegi banaya karegi

aaye na aaye magar jaane vaale 

aaye na aaye magar jaane vaale 

teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi 

aaye na aaye

jaha meri aankho ka pani girega 

jaha meri aankho ka pani girega

teri yaad ke phool khilte rahenge 

teri yaad ke phool khilte rahenge 

savere savere jo aayegi shabnam 

savere savere jo aayegi shabnam 

to dil thaam kar laut jaya karegi jaya karegi

tu aaye na aaye magar jaane vaale 

aaye na aaye magar jaane vaale 

teri yaad aake rulaaya karegi rulaaya karegi 

aaye na aaye

Explore this song