Roman script

tore man me basungi ho sajna 
tore man me basungi ho sajna 
tum chanda bano main banu chandani 
tum chanda bano main banu chandani
tum gana bano main banu ragini 
tum gana bano main banu ragini
tore man me basungi ho sajna 
tore man me basungi ho sajna 
tum mohan bano main murli banugi 
tum mohan bano main murki banugi 
hontho pe sajungi ho sajana 
hontho pe sajungi ho jajana 
tore man me basungi ho sajna 
tum moti bano main mala banu
tum moti bano main mala banu 
garwa se lagungi ho sajana 
garwa se lagungi ho sajana 
tore man me basungi ho sajna 
tum kajal bano main rekha banu 
tum kajal bano main rekha banu 
naino me rakhungi ho sajana 
naino me rakhungi ho sajana
tore man me basungi ho sajna 
tum badal bano main bijali banugi 
tum badal bano main bikali banugi 
chamkungi jiya main ho sajana
chamkungi jiya main ho sajana 
tore man me basungi ho sajna

Song details

Song video

Watch on YouTube