Roman script

tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai

dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai

tute hue khvaabo ne

ham dhundte hai unko, jo milke nahi milte

ruthe hai na jaane kyun, mehmaan mere dil ke 

mehmaan mere dil ke

kyaa apni tamanna thi, kya saamane aaya hai

dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai

tute hue khvaabo ne, hamko ye sikhaya hai

dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai

tute hue khvaabo ne

laut aai sadaa meri, takara ke sitaaro se

ujadi hui duniya ke, sunsaan kinaro se 

sunsaan kinaro se

par ab ye tadapana bhi, kuch kaam na aaya hai

dil ne, dil ne jise paaya tha, aankho ne gavaya hai

tute hue khvaabo ne

Explore this song