Roman script

mujhe maaf kar do shyam 

main tumhe is janam me to nahi mil saki

lekin agale janam me jarur milungi 

main tumhara intajaar karungi 

tut gayi khushiyo ki maala 

bikhar gaye sab moti 

pyaar ke phul bane angaare 

bichhad gayi mri jyoti 

o duniya ke maalik 

o duniya ke maalik 

hay o duniya ke maalik 

kya insaaf hain tere ghar ka 

ye hai khel mukaddar ka 

hay khel mukaddar ka 

ye hai khel mukaddar ka 

hay khel mukaddar ka

Explore this song